Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jhooka Kar Sar Ko Baithe Hain
|
Shamshad Begum, Mohammed Rafi, Balbir | Kalyanji Anandji | ||||
Pyase Panchhi (1961) | Qamar Jalalabadi | ||||||
jhuka kar sar ko baithe hai
magar katil nahi aaya
bahut aaye
magar koi mere kabil nahi aaya
haseeno ki kami hai
ya khata hai apni aankho ki
bahut dekhe hasi lakin
kisi pe dil nahi aaya
accha are waah,
aji isliye to
are kya bhai
are hum to dil dete hai yaro
acchi surat dekh ke
are hum to dil dete hai yaro
acchi surat dekh ke
hum bhi dil lete hai sahib
acchi surat dekh ke
hum bhi dil lete hai sahib
acchi surat dekh ke
jao tum sheeshe me aao
apni surat dekh ke
hum bhi dil lete hai sahib
acchi surat dekh ke
hum bhi dil lete hai sahib
acchi surat dekh ke
chahne walo ko tadpana
aji accha nahi
ha aji accha nahi
bin bulaye yu chale aana
aji accha nahi
accha nahi
aji khud chale aaoge tum
meri mohbbat dekh ke
are khud chale aaoge tum
meri mohbbat dekh ke