Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jhel Kar Toofaan Bhi
|
Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram | ||||
Sartaj (1950) | Partau Lakhnavi | ||||||
jhel kar tufan bhi hai gam ka dhara samne
nav dubi jati hai aur hai kinara samne
dubane se ab bhi bach sakti hai nav
dubane se ab bhi bach sakti hai nav
tute dil ka aasra ban jaiye
tute dil ka aasra ban jaiye
aapke kadmo me aakar bhi na paya apko
apna har dar sab luta kar bhi na paya apko
gam ki mari hun na ab rulwaiye
gam ki mari hun na ab rulwaiye
tute dil ka aasra ban jaiye
tute dil ka aasra ban jaiye
aapki najre phiri kya mujhse duniya phir gayi
aap hi chahe to hans sakti hai roti jindagi
julm to dhahe tars bhi khaiye
julm to dhahe tars bhi khaiye
tute dil ka aasra ban jaiye
tute dil ka aasra ban jaiye
tute dil ka aasra ban jaiye
tute dil ka aasra ban jaiye
tute dil ka aasra ban jaiye
tute dil ka aasra ban jaiye