Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jheel Jaisi Teri Aankhe
|
Narayan Parasuram, Hamsika Iyer | Three Brothers And A Violin | ||||
Jajantram Mamantram (2003) | Nitin Raikwar | ||||||
jheel jaisi teri aankhe
kar rahi mujhse baate
de rahi hai kuch saugaate
us ki tarah
jheel jaisi teri aankhe
kar rahi mujhse baate
de rahi hai kuch saugaate
us ki tarah
dil churaaye aisa rang hai
dosti hawa ke sang hai
juda sabse tera dhang hai
us ki tarah
jheel jaisi teri aankhe
phul jaisi tu komal
titiliyon si tu chanchal
baar baar ek halchal
us ki tarah
phul jaisi tu komal
titiliyon si tu chanchal
baar baar ek halchal
us ki tarah
baat har samjhta hai
par na kuch tu kehta hai
mast yun hi rehta hai
us ki tarah
dil churaaye aisa rang hai
dosti hawa ke sang hai
juda sabse tera dhang hai
us ki tarah
jheel jaisi teri aankhe
jaadu hai adaao me
jo lubhaaye ek pal me
ghar banaaye is dil me
us ki tarah
jaadu hai adaao me
jo lubhaaye ek pal me
ghar banaaye is dil me
us ki tarah
jab bhi paas hoti hai tu
uljhi uljhi rahti hai tu
palko ko jhapakti hai tu
us ki tarah
jheel jaisi teri aankhe
kar rahi mujhse baate
de rahi hai kuch saugaate
us ki tarah
jheel jaisi teri aankhe