Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jhankti Hai Meri Ankho Se Kaza Tham Tham Ke
|
Suman Kalyanpur, Shyama Hemadi | Roshan | ||||
Dooj Ka Chand (1964) | Sahir Ludhianvi | Masti Bhare Geet | |||||
jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke
jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke
jhankti jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke
mujhse mat chhed karna khel jaan ke
aji ha khel jaan ke
aag ko chhu na lena suleman ke
aji ha suleman ke
mere daman pe daal na lalchai najre bhi
jara tham tham ke jhankti
jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke
ek bijli si chamake ghat ghat me
aji ha ghat ghat me
ek shola sa damke baat baat me
aji ha baat baat me
dil to kya hain jaan bhi le legi matwali ada
tham tham ke jhanke
jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke
meri chahat ka nada dhang aur hain
aji ha dhang aur hain
meri kaatil hansi ka rang aur hain
aji ha rang aur hain
mere khanjar ke war ka milta hain bismal ko maja
tham tham ke jhank ke
jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke
jahnkti jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke