Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jeevan Sargam Pe Gaye Ja
|
Kalyani Das | Kamal Dasgupta | ||||
Bindiya (1946) | Pandit Rammurti | ||||||
jiwan sargam pe gaye ja gaye ja
gaye ja git suhane
jiwan sargam pe gaye ja gaye ja
gaye ja git suhane
isme dukh ki ghire ghataye
khushi saneha khushi is me bhi khele holi
megh malhar isi me gunje
megh malhar isi me gunje
yahi basant kare atkheli
yahi basant kare atkheli
komal bachpan isme jhule
jovan bhi isme hi phule
komal bachpan isme jhule
jovan bhi isme hi phule
isi git ke madhur taal se
nach rahe nach rahe
nach rahe parwane gaye ja gaye ja
gaye ja git suhane
iske swar me laharati hai
jiwan ki sundar phulwari
iske kanchan me gati hai
kunj kunj me koyal kari
is sargam ke man harshya dol rahe dol rahe
dol rahe dharti aur badal
insano pe swarg nichhawar
insano pe swarg nichhawar
ho jaye diwane gaye ja gaye ja
gaye ja git suhane
jiwan sargam pe gaye ja gaye ja
gaye ja git suhane