Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jeet Ho Hamari Jeet Ho
|
Mohammed Rafi, Geeta Dutt | Chitragupt | ||||
Veer Babruvahan (1950) | Anjum Jaipuri | ||||||
jeet ho hamari jeet ho jeet ho hamari jeet ho
ye geet milke gayenge jeet ho hamari jeet ho
amar rahega ye nisha amar rahega raaz ye
amar rahega ye nisha amar rahega raaz ye
suhag ghar ke angana me kah raha hai aaj ye
kah raha hai aaj ye
pran deke laaz apne desh ki bachayenge
pran deke laaz apne desh ki bachayenge
ye geet milke gayenge jeet ho hamari jeet ho
jeet ho hamari jeet ho
chale hai yudh bhumi me wo kaun hai jo rok de
chale hai yudh bhumi me wo kaun hai jo rok de
ghamand apni virta pe jisko hai wo tok de
ghamand apni virta pe jisko hai wo tok de
tani hui kaman se ye bijliya girayenge
tani hui kaman se ye bijliya girayenge
ye geet milke gayenge jeet ho hamari jeet ho
jeet ho hamari jeet ho
hai chhatr chhaya veer ma ki mamta kiye huy
hai chhatr chhaya veer ma ki mamta kiye huy
kisi ki mang ka sindur aasra diye hue
kisi ki mang ka sindur aasra diye hue
isi sindur ki chamk me aake badhte jayenge
isi sindur ki chamk me aake badhte jayenge
ye geet milke gayenge jeet ho hamari jeet ho
jeet ho hamari jeet ho