Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jeene Ke Liye
|
Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal | Randhir Kapoor | |||
Chacha Bhatija (1977) | Anand Bakshi | ||||||
jeena zaroori hai jeene ke liye peena zaroori hai
peene ke liye jeena khair ham to sharaab peete hain
jo nahi peete khaakh jeete hain
he jeena zaroori hai jeena zaroori hai
jeene ke liye peena peena zaroori hai
peene ki liye jeena jeena tauba jeena zaroori hai
jeene ke liye peena peena peena zaroori hai
peene ki liye jeena jeena jeena zaroori hai
ham ko to bas kaam hai apne hi kaam se
kabhi pi li botal se kabhi pi li jaam se
kabhi pi li botal se kabhi pi li jaam se
farq nahi padta koi dil ko kisi naam se
lekin ik haseena zaroori hai
jeene ke liye peena peena peena zaroori hai
haan haan bevajah nahi gussa janaab ka
naam hai bada bura is khaana kharaab ka
naam hai bada bura is khaana kharaab ka
acha nahi peena har mausam mein sharaab ka
saavan ka mahina zaroori hai
peene ke liye jeena jeena jeena zaroori hai
tutte hain shaq se rishte dil-o-jaan ke
sache pyaar ko jo chhod de jhutha pyaar maan ke
sache pyaar ko jo chhod de jhutha pyaar maan ke
kahte hain ki chehre pe aise insaan ke
sharm ka paseena zaroori hai
jeene ke liye peena peena peena zaroori hai
peene ki liye jeena jeena tauba jeena zaroori hai