Lyrics of Jebo Me Bhare Gulchare - जेबो में भरे गुलछरे
ae, fikro ki puncho pe hai patakho ki ladi
fitrat patang jaisi aawara hai badi
hum me to hi hai bacchu auqat enth ki
pango se pange le le dikhaye hekdi
sare chichoro ko hum hi sikhate hai
aisho ki kunji, likhate padhate
noto ki barish hai, sikke phuware hai
bhiga hai sara jahan
jebo me bhare gulcharey, raisi kare gulcharey
show sha se bhare gulcharey, tadi se ude gulcharey
ude gulcharey
ae, sapno ke poster wa bhai din me bhi dikhte hai
satrangi packeto me market me bikte hai
apna bas chale to ham bhari si sale pe
chanda tare na chhod e wo bhi kharid le
betuki bato ki tuk hum bana lenge
hum to ji gham ki bhi khilli uda lenge
hum na akele hai apni ye sazish me, shamil hai sara jahan
jebo me bhare gulcharey, raisi kare gulcharey
show sha se bhare gulcharey, tadi se ude gulcharey
ude gulcharey
kal ki hum abhi soche kyun jine ko ye pal kaafi hai
jo din hai humne dekha nahi uspe hum kyun bharosa kare
sabhi ko chhodo sab chutki me milta hai
nudle ke jaise sab minto me pakta hai
dum bhar ki khushiya hai pal bhar me milti hai
mang ke dekho zara
jebo me bhare gulcharey, raisi kare gulcharey
show sha se bhare gulcharey, tadi se ude gulcharey
ude gulcharey