Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jazba E Dil Aazma Ke Dekh Liya
|
Rajkumari | S K Pal | ||||
Ek Raat (1942) | Pandit Indrajit Sharma | ||||||
jazba-e-dil agar mein chahu har cheej ho kabil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu har cheej ho kabil aa jaye
manjil ke liye do gaon chalu or samne manjil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu
hai dil ki khalish chal yu sahi jalta unki mahfil mein hai
aye dil ki khalish chal yu sahi jalta unki mahfil mein
us waqt mujhe chauka dena jab rang pe mahfil aa jaye
us waqt mujhe chauka dena jab rang pe mahfil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu
ye rahagiri kamil chalne ko tayaar to hu par yaad rahe
ye rahagiri kamil chalne ko tayaar to hu par yaad rahe
us waqt mujhe bhatka dena jab rang pe manjil aa jaye
us waqt mujhe bhatka dena jab rang pe manjil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu
ha yaad mujhe tum kar lena aawaj mujhe tum de lena
ha yaad mujhe tum kar lena aawaj mujhe tum de lena
is rahe mohabbat mein koi dar pesh jo mushkil aa jaye
is rahe mohabbat mein koi dar pesh jo mushkil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu
ab kyun dhudo mein chashme karm hone de sitam wala ye sitam
ab kyun dhudo mein chashme karm hone de sitam wala ye sitam
main chahta hoo ye jazab hai gam mushkil bas aa jaye
jazba-e-dil agar mein chao har cheej ho kabil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chao har cheej ho kabil aa jaye
manjil ke liye do gaon chalo aur samne manjil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu