Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jayiye Hamse Kafa Ho Jayiye
|
Lata Mangeshkar | Madan Mohan | ||||
Chalbaaz (1958) | Yogesh | ||||||
jaiye jaiye jaiye jaiye
jaiye humse khafa ho jaiye
jaiye humse khafa ho jaiye
dushmano ka aasra ho jaiye
dushmano ka aasra ho jaiye
jaiye humse khafa ho jaiye jaiye
chand se lipati huyi hai chandani
chand se lipati huyi hai chandani
chandani chand se lipati huyi hai chandani
mahka mahka hai ye mosam sabnami
aapki mehsus hoti hai kami
aapki aapki aapki mehsus hoti hai kami
aaj to mere khuda ho jaiye
aaj to aaj to aaj to mere khuda ho jaiye
nahi to jaiye humse khafa ho jaiye jaiye
aazma lijiye hamara hosala
kar liya hai humne bhi ye faisala
hum na chhodege wafa ka silsila
hum na chhodege wafa ka silsila
aap chahe bewafa ho jaiye
aap chahe bewafa ho jaiye jaiye
jaiye humse khafa ho jaiye jaiye
aapki fisrat ka hai sara kasur
aapki aadat me shamil hai garur
aapka kaise yaki kar le huzoor
aapka kaise yaki kar le huzoor
aap jane kya se kya ho jaiye
aap jane kya se kya ho jaiye
dushmano ka aasra ho jaiye
dushmano ka aasra ho jaiye
jaiye humse khafa ho jaiye
jaiye humse khafa ho jaiye
jaiye jaiye jaiye