Lyrics of Jaye Shravan Kumar - जाए श्रवण कुमार
jaye shravan kumar, jaye shravan kumar
jaye shravan kumar, jaye shravan kumar
pahla tirath bavapuri ka, chapaner biraje
parvat upar maa ka mandir jag me mahima gaye
ghante ki dhwani se gunje maa ki jai jaikaar
jaye shravan kumar, jaye shravan kumar
duja tirath chandichamunda karaye bhavsagar paar
jaye shravan kumar tija tirath amba maa ka
unche khappar maathe, trishul chunari
shri phal kumkum, sobhe jinke haathe
maa ka deep jale gabbar par
ambika ke dwaar, jaye shravan kumaar
jaye shravan kumar, jaye shravan kumar
odiyarmaa ki kripa jo hove bane bigadte kaaj
darshan kar le jo mata ke
uska beda paar, jaye shravan kumar
panchva tirath bahuchrma ka
maa jag ki taaran haar bahuchrma jai bahucharma
jag janani ka avtaar jaye shravan kumar
chhantwaa tirath harisiddhi ka riddhi siddhi ka rup
jiski kripa se paar lagega rank aur kya bhut
paap vinochan harisiddhi maa jag ki taaran haar
jaye shravan kumar
sanke maata ki ho aarti ghanta dhwani gunjaar
shish jhukaye bhakti bhaav se mukti dhaaran aadhar
jaye shravan kumar jai ? mayiya, jai ? mayiya
jai sarswati maata, jai sarswati maata
jai gayatri maata, jai gayatri maata
jai gayatri maata, jai gayatri maata