Lyrics of Jaye Bharati Vande Bharati - जय भारती वंदे भारती
jai bharati vande bharati
sar pe himalay ka chhtr hai
charno me nadiya ekatr hai
hathon me vedo ke patr hai
he desh nahi aisa anytr
sar pe himalay ka chhtr hai
charno me nadiya ekatr hai
hathon me vedo ke patr hai
desh nahi aisa anytr hai
jai bharati vande bharati
jai bharati vande bharati
dhue se pawan ye vyom hai
ghar ghar me hota jaha hom hai
dhue se pawan ye vyom hai
ghar ghar me hota jaha hom hai
pulkit hamare rom rom hai
pulkit hamare rom rom hai
he aadi anadi shabd om hai
jai bharati vande bharati
jai bharati vande bharati
vande matram, vande matram
jai bharati vande bharati
jai bharati vande bharati
vande matram, vande matram
jis bhumi pe janm liay ram ne
geeta sunayi jaha shyaam ne
o geeta sunayi jaha shyaam ne
pawan banaya charo dhaam ne
pawan banaya charo dhaam ne
swarg bhi na aaye jiske samne
vande matram, vande matram
vande matram, vande matram
sar pe himalay ka chhtr hai
charno me nadiya ekatr hai
hathon me vedo ke patr hai
he desh nahi aisa anytr
jai bharati vande bharati
jai bharati vande bharati
vande matram, vande matram
jai bharati vande bharati
jai bharati vande bharati
vande matram, vande matram