Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jawani Mastani Hai
|
Munawar Sultana | Pandit Amarnath | ||||
Dhamki (1945) | D N Madhok | ||||||
jawani mastani hai jawani mastani hai
pag pag thokar kahye baaj na aaye
haye re haye jawani mastani hai
pag pag thokar kahye baaj na aaye
haye re haye jawani mastani hai
ek thi laila ek tha majnu
ek thi laila ek tha majnu
dono ki aapas me ho gayi kuch yun yun
dono ki aapas me ho gayi kuch yun yun
ishk ka rog laga kar dono bin aai le aaye
haye re haye jawani mastani hai
pag pag thokar kahye baaj na aaye
haye re haye jawani mastani hai
pag pag thokar kahye baaj na aaye
haye re haye jawani mastani hai
pag pag thokar kahye baaj na aaye
haye re haye jawani mastani hai
hir ki suno kahani hir ki suno kahani
ranjha ko dekha muh me bhar aaya pani
hir ki suno kahani
ranjha ko dekkho muh me bhar aaya pani
has kar boli pyar karn ki rut hai pyar karenge
has kar boli pyar karn ki rut hai pyar karenge
hum bhi dubenge sanm tujhko bhi le dubenge
hum bhi dubenge sanm tujhko bhi le dubenge
fir dilo se nikali haye baaj na aaye
haye re haye jawani mastani hai
pag pag thokar kahye baaj na aaye
haye re haye jawani mastani hai
pag pag thokar kahye baaj na aaye
haye re haye jawani mastani hai