Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jawani Ke Hile Haya Ke Bahaane
|
Jagjit Singh | Jagjit Singh | ||||
Passions (1987) | Prem Warbartani | Ghazals | |||||
jawani ke hile haya ke bahaane
ye maana ki tum mujh se parda karogi
jawani ke hile haya ke bahaane
ye maana ki tum mujh se parda karogi
ye duniya magar tujh si bholi nahi hai
chupa kar mohabbat ko rusva karogi
jawani ke hile haya ke bahaane
ye maana ki tum mujh se parda karogi
badi koshisho se badi kavisho se
tamnna ki sahmi hui sajisho se
badi koshisho se badi kavisho se
tamnna ki sahmi hui sajisho se
milega jo mauka to baichain hokar
milega jo mauka to baichain hokar
daricho se tum mujhko dekha karogi
jawani ke hile haya ke bahaane
ye maana ki tum mujh se parda karogi
satayegi jab chandni ki udasi
dukhayegi dil jab fiza ki khamoshi
satayegi jab chandani ki udasi
dukhayegi dil jab fiza ki khamoshi
ufak ki taraf khali nazre jamakar
ufak ki taraf khali nazre jamakar
kabhi jo na socha wo socha karogi
jawani ke hile haya ke bahaane
ye maana ki tum mujh se parda karogi
kabi dil ki dhadkan mehsus hogi
kabhi thandi saanso me tufa uthenge
kabhi dil ki dhadkan mehsus hogi
kabhi thandi saanso me tufa uthenge
kabhi girke bistar pe aahe bharegi
kabhi girke bistar pe aahe bharegi
kabhi jhuk ke takiye pe roya karogi
jawani ke hile haya ke bahaane
ye maana ki tum mujh se parda karogi
jawani ke hile haya ke bahaane
ye maana ki tum mujh se parda karogi
ye duniya magar tujh si bholi nahi hai
chupa kar mohabbat ko rusva karogi
jawani ke hile haya ke bahaane
ye maana ki tum mujh se parda karogi