Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jawani Ka Yeh Alam Hai, Khuda Ahafij Tumhara
|
Kishore Kumar | Ganesh | ||||
Kahin Aar Kahin Paar (1971) | S H Bihari | Masti Bhare Geet | |||||
jawani ka jawani ka ye aalam hai
khuda ahafij tumhara
tadap jata mai is dar se
kabhi dil bhi tha hamara
ke dushman koi bhi hamara bane na
hamare siwa koi tumhare bane na
ke dusman koi bhi hamara bane na
hamare siwa koi tumhare bane na
jawani ka ye alam hai
khuda ahafij tumhara
sare nazare kahte hai tumse
dedo hume bhi shokhi nazar ki
jhukane lagi hai ha kadamo me bazi
aisi lachak hai patali kamar ki
chikani chikani bahe barfili ye raahe
hum ko karti hai diwana jawani ka
jawani ka ye alam hai
khuda ahafij tumhara
dil ki nirali dunia me aao
aisi suhani basti milegi
hatho me koi ha sagar na hoga
aankho me lekin masti milegi
matwali ho ye raate
raato me ye baate
kaisi hoti hai ye na pucho jawani ka
jawani ka ye alam hai
khuda ahafij tumhara