Lyrics of Jawan Jawan Yeh Tan Badan - जवाँ जवाँ ये तन बदन
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekhana sanam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekhana sanam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
hain bheega bheega sa sabaav ka aalam
ki aayi hain nahake rut bahar ki
uthe to lagta hain, kuch is tarah jaanam
ke khairiyat nahi hain aaj pyaar ki
jo ho sake mujhe sambhal aaj kam se kam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekhana sanam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
tere machalte dil, pe hoth mere ho
mere dhadkate dil pe, mera hath ho
ye sach to humdam, nahi phariste hum
magar jo baat ho, haseen baat ho
ye main chali mujhe sambhal aaj kam se kam
Jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekhana sanam
jawan jawan yeh tan badan
aur uspe ye deewanapan
kuch kahin ho na jaaye dekha na sanam