Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jawaan Hai Jahaan, Main Hun Ke Hai Zindagi Zahar
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | Leela Chitnis, Shekhar, Geeta Bali | |||
Naya Ghar (1953) | Shailendra | ||||||
jawaan hai jahaan jhum uthi har nazar
mai hu ke hai zindagi zahar
mai hu ke hai zindagi zahar
nazar dhundhati hai na jaane kise
nazar dhundhati hai na jaane kise
ye aramaan bulaate hai jaane kise
ye aramaan bulaate hai jaane kise
huyi muddate suna-suna hai ghar
mai hu ke hai zindagi zahar
mai hu ke hai zindagi zahar
ho haay tere bewafaayi
ho haay tere bewafaayi
mujhe maut bhi na aayi
mujhe maut bhi na aayi
meri har duaa har sada be-asar
mai hu ke hai zindagi zahar
mai hu ke hai zindagi zahar
chalaayege aise zamaane ko ham
kiye jisne dil pe ye laakho sitam
kiye jisne dil pe ye laakho sitam
aankh se jitne aansu tapke ban gaye aaj sitaare
intazar me ab na jalenge do naina matawaare
rulaayenge aise zamaane ko ham
rulaayenge aise zamaane ko ham
kiye jisne dil pe ye laakho sitam
kiye jisne dil pe ye laakho sitam