Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jatan Chahe Jo Karle Na Haath Lagu Tere
|
Udit Narayan, Sadhana Sargam | Anand Milind | ||||
Tum Mere Ho (1990) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
he masti me badhke lag na gale se
fir chahe dilbar ruthe bhale se
jiyra jaye rahe
jiyra jaye rahe ab na chodu tujhe
tu hai yar mere man ka
jiyra jaye rahe ab na chodu tujhe
tu hai yar mere man ka
jatan chahe jo karle na hath lagu tere
udta parinda mai ban ka
masti me badhke lag na gale se
fir chahe dilbar ruthe bhale se
sailani mai apne man ka
phul bhara jhoka pawan ka
mere liye pyar bhari bah nahi faila
tan se mere apne tan ko na kar maila
ujala to kya maila to kya
jaisa bhi hai mera hai tu aaja piya
jatan chahe jo karle na hath lagu tere
udta parinda mai ban ka
he masti me badhke lag na gale se
fir chahe dilbar ruthe bhale se
ha ha ye tu hai sanam jan gaya mai
lag ja gale pahchan gaya mai
ek duje me aise kho jaye
dono badan ek ho jaye
hai pyar me kya kya maja
aaja piya dungi tujhe sab kuch bata
jatan chahe jo karle na hath lagu tere
udta parinda mai ban ka
he masti me badhke lag na gale se
fir chahe dilbar ruthe bhale se
apni mohabbat purani bachpan ho chahe jawani
pyar ne hai khayi kasam sath nibhane ki
todenge hum har diwar jamane ki
fir jaise phul fir jaise daal
janam janam khila karenge sajna
jatan chahe jo karle na hath lagu tere
udta parinda mai ban ka
jiyra jaye rahe ab na chodu tujhe
tu hai yar mere man ka
jatan chahe jo karle na hath lagu tere
udta parinda mai ban ka
jiyra jaye rahe ab na chodu tujhe
tu hai yar mere man ka
he masti me badhke lag na gale se
fir chahe dilbar ruthe bhale se