Lyrics of Janm Bhumi Pe Jaan Lutate Hai - जन्म भूमी पे जान लुटाते हैं
janm bhumi pe jaan lutate hai, sarhado pe jo hans ke jate hai
kitni paawan ye desh bhakti hai, inka sahas hi apni shakti hai
prabhu jivan pe inki kirpa karo, sare sankhat ko pal me harlo

mushkilo ki gadi samne hai khdi, har mushkil se unko bachana
rah bhatke na vo kahi atke na vo, rah unko prabhu ji dikhana
man me sabke yahi aasha hai, dur hogi vo jo nirasha hai
sare bandhan ko tod aaye vo, apni manjil ko pa hi jaye vo
prabhu jivan pe inki kirpa karo, sare sankhat ko pal me harlo
tu bhagwan hai tu na anjan hai, har pal ka tujhe gyaan daata
kamana hai yahi archana hai yahi, bas raksha tu karna daata
rah mushkil hai dur manzil hai, tu hi kasti hai tu hi sahil hai
aasra tera agar mil jaye, gir gir ke bhi vo sambhal jaye
prabhu jivan pe inki kirpa karo, sare sankhat ko pal me harlo
janm bhumi pe jaan lutate hai, sarhado pe jo hans ke jate hai
kitni paawan ye desh bhakti hai, inka sahas hi apni shakti hai
prabhu jivan pe inki kirpa karo, sare sankhat ko pal me harlo
sare sankhat ko pal me harlo, sare sankhat ko pal me harlo