Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jang Insaniyat Ki Dushman Hai
|
Manna Dey | S N Tripathi | ||||
Nadir Shah (1968) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
jang insaniyat ki dusman hai
jang hi dusme tamakhum hai
jang hai aag jo jalati hai
jung hai maut jo mita ti hai
mit gaye ru baru jawan the jo
sahibe no bato nishan the jo
the jo khud jahan me mashur
khak me mil gaya sab unka garur
apna rustam na tham baki hai
haye ye jung nam baki hai jung nam baki hai
hum wo sukun jisne sawari hai jindagi
pathro ka dil taras nikhari hai jindagi
tarikiyo me nanha sitara chamak raha
masum aarzu ka sahara chamak raha
ummid na ummid se lachar ho gayi
jinda dili hi jindagi ka bhar ho gayi
dil liye paya takht hai saho ke sah ka
dil liye paya takht hai saho ke sah ka
dil hi jo takhsh tamshak hai dusman nigah ka
dil hi jo takhsh tamshak hai dusman nigah ka
tamshak hai dusman nigah ka