Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Janey Kiya Kya Tune Ishara
|
Sonu Nigam | Rajendra Shiv | ||||
Adharm (2006) | Sameer | ||||||
jaane kiya kya tune ishara jaane kiya kya tune ishara
badla hua hain sara najara sara jahan jagmagane laga hain
dil hath se mera jaane laga hain
mujhe yun naa satao mere najdik aao
mujhe kuch to batao hain yeh kaisa nasha
mujhe dekho jara yeh kya hua
mujhe yun naa satao mere najdik aao
mujhe kuch to batao hain yeh kaisa nasha
mujhe dekho jara yeh kya hua tu to hain pagal tu hain diwana
bato ka teri kya hain thikana sapne hajaro mujhko dikhake
le jayega mujhe mujhse churake
dekh mujhko sata naa hath mujhko laga naa
hay mar jayungi kuch kar jayungi jo tune chhua
dekh mujhko sata naa hath mujhko laga naa
hay mar jayungi kuch kar jayungi jo tune chhua
yeh jo hawa me lehra rahi hain yeh jo hawa me lehra rahi hain
kori chunariya gazab dha rahi hain yeh jo hawa me lehra rahi hain
kori chunariya gazab dha rahi hain
main to hawao me udd ne laga hain
yar sabse hasin hain hosh mujhko nahi hain
chain bhi kho gaya hain yeh kaisa
nasha mujhe dekho jara yeh kya hua
yar sabse hasin hain hosh mujhko nahi hain
chain bhi kho gaya hain yeh kaisa
nasha mujhe dekho jara yeh kya hua
maine kitabo me yeh padha hain
maine kitabo me yeh padha hain
yeh rog dil ka sabse bura hain
maine kitabo me yeh padha hain
yeh rog dil ka sabse bura hain
rabba mere mujhko tu hi bacha
yeh jahan so raha hain mera dil kho raha hain
mujhe kuch ho raha hain hay mar jayungi
kuch kar jayungi jo tune chhua
yeh jahan so raha hain mera dil kho raha hain
mujhe kuch ho raha hain hay mar jayungi
kuch kar jayungi jo tune chhua
jaane kiya kya tune ishara badla hua hain sara najara
sapne hajaro mujhko dikhake le jayega mujhe mujhse churake
mujhe yu naa satao mere najdik aao
mujhe kuch to batao hain yeh kaisa nasha
mujhe dekho jara yeh kya hua jo tune chhua yeh kya hua