Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Janewale O Mere Pyar
|
Asha Bhosle | Ramlal, Vasant Desai | Jeetendra | |||
Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) | Hasrat Jaipuri | Sad Songs | |||||
janewale o mere pyar teri khushi hai meri bahar
aansu mere yaad rahe kar lungi main intzar
ho janewale o mere pyar
rangi ajanta ki ranginiyo se tu chahe dil ko lagana
yun churake dilkash najaro me rahkar tum chahe sapne sajana
benoor ki najami wadiyo me tum chahe hasti mitana
apni kala se jhuka dena dunia
lekin lekin mere dil ke karar
aansu mere yaad rahe kar lungi main intzar
ho janewale o mere pyar
din ware ke dilruba mandiro me tum chahe raaten jagana
sache ki mastana gehraiyon me mast hokar doob jana
tajmahal ki madhur chandani me tum chahe jeewan bitana
taroon se uncha ho naam tumhara
lekin lekin sunlo itni pukar
aansu mere yaad rahe kar lungi mai intzar
ho janewale ho mere pyar