Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jane Bhi Do Yar Chhodo Inkar
|
Kishore Kumar | R D Burman | ||||
Inaam Dus Hazaar (1987) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
o jaane bhi do yaar chhodo inkaar
dekho na jitni dur jaate ho aur paas aate ho aate ho
jaane bhi do yaar chhodo inkaar
dekho na jitni dur jaate ho aur paas aate ho aate ho
jaane bhi do yaar
jhunjhala rahe ho tum kyun gusse mein itna
yeh to abhi hai mera chhota sa karishma
jhunjhala rahe ho tum kyun gusse mein itna
yeh to abhi hai mera chhota sa karishma
dekho na aankhein jab dikhaate ho aur paas aate ho aate ho
jaane bhi do yaar chhodo inkaar
dekho na jitni dur jaate ho aur paas aate ho aate ho
jaane bhi do yaar
saathi tumhaare hum to hai umrr bhar ke
moda nahi karate muh yun hamsafar se
saathi tumhaare hum to hai umrr bhar ke
moda nahi karte muh yun hamsafar se
dekho na aise chhod e jaate ho aur paas aate ho aate ho
jaane bhi do yaar chhodo inkaar
dekho na jitni dur jaate ho aur paas aate ho aate ho
jaane bhi do yaar
kitna hi karte jaao hamse kinaara
lena hi pad jaata hai aakhir sahaara
kitna hi karte jaao hamse kinaara
lena hi pad jaata hai aakhir sahaara
meri jaan bolo dur jaate ho yaake paas aate ho aate ho
jaane bhi do yaar chhodo inkaar
dekho na jitni dur jaate ho aur paas aate ho aate ho
jaane bhi do yaar