Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jane Bahar Yaro Ka Yaar
|
Kishore Kumar | Bappi Lahiri | ||||
Jaan-e-bahaar (1979) | Gauhar Kanpuri | ||||||
jane bahar yaro ka yar yaro mujhe sabse hai pyar
he mai hu rahi mastana mujhe samjho na diwana
mai jamane se nahi hu mere dam se hai zamana

hum jo bahke mahke bahare
hum hase to hasti hai kaliya
hum ruke to ruk jaye rahe
hum chale to chalti hai dunia
mai hu rahi mastana mujhe samjho na diwana
mai jamane se nahi hu mere dam se hai zamana
hai ye dharti apna bistar
or gagan hai apni chadar
shardi garmi aandhi tufa apne aage ek barabar
mai hu rahi mastana mujhe samjho na diwana
mai jamane se nahi hu mere dam se hai zamana
itna sa hai mera fasana sabke bigde kam banana
apno se hai yari apni gairo ko bhi apna jana