The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Janam Janam Ke Phere
0
Mohammed Rafi S N Tripathi
Janam Janam Ke Phere (1957) Bharat Vyas Title Song
Lyrics of Janam Janam Ke Phere - जन्म जन्म के फेरे

janam janam ke phere
janam janam ke phere
sanjh sawere sab ko ghere
inse na koi bache re
ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere

mathura ja vrindawan ja
chahe fera lagale tu kaashi ka
sab kuch sahan padega bande
chakkar hai lakh chaurashi ka
maya moh ke ye ghere
mad lobh karodh ke andhere
sanjh sawere sab ko ghere
inse na koi bache re
ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere

maya ye hain maya
duniya ki do rangi maya
kabhi uge aur kabhi dhale
bhor bhaye sehnai baaje
bhor bhaye sehnai baaje
sanjh dhale to chita jate
sanjh dhale to chita jate
jinhe kahta tu mere mere
aaj un sab ne mukhde fere
sanjh sawere sab ko ghere
inse na koi bache re
ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere

dekho gyan ka deep jala
dekho gyan ka deep jala
is deepak ke ujiyale me
aaj musafir kahan chala
prabhu ki amar lagan me pala
magan bhajan ke saanche dhala
is deepak ke picche pichhe kaun chala
krishnam sharnam gacchami
krishnam sharnam gacchami
mitthe agyan adhere
ye chhal ke jaal ghnere
sanjh sawere sab ko ghere
inse na koi bache re
ye hai janam janam ke phere

dhanya dhanya bharat ki nari
teri ajab kahnai
hontho par muskaan hai tere
naino me hain pani
pati ko de phulo ki mala
swany jalaye jwala
unhe pilaye amrit
aur khud piye zehar ka pyala
ye tyag aur tap tere
manav ko moh se phere
sanjh sawere sab ko ghere
inse na koi bache re
ye hai janam janam ke phere

in phero ke ghere ki
janjire kabhi na tute
janam maran ki bhulbhuliya
isse koi na tute
jog karo ya raakh ramao
jap tap sab hai jhute
karam ko apna dharm jo sajhe
uski ke bandhan tute
jab murli sham ki phere
tab chhute jag ke basere
sanjh sawere sab ko ghere
inse na koi bache re
ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere
janam janam ke phere ye hai janam janam ke phere