Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Janam Janam
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Bappi Lahiri | ||||
Mera Dharam (1986) | Hasan Kamaal | ||||||
jaanam jaanam jaanam
aate rahe har yug me gaate rahe
nagme sunate rahe pyar ke
aate rahe dil me samate rahe
vade nibhate rahe ikarar ke
jaanam jaanam
mere jaanam mere jaanam
bansuri mad bhari sunte hi
naachti thi main mastani
shyam tha tu hi mera
main bhi teri radha diwani
bansuri mad bhari sunte hi
naachti thi main mastani
shyam tha tu hi mera
main bhi teri radha diwani
hum tum diwane hai sadiyo purane
aate rahe har yug me gaate rahe
nagme sunate rahe pyar ke
aate rahe dil me samate rahe
vade nibhate rahe ikarar ke
jaanam jaanam
mere jaanam mere jaanam
ho heeriye soniye lachhiye
main hi tha ranjha tera
raat din karta tha
main teri hi galiyo ka phera
heeriye soniye lachhiye
main hi tha ranjha tera
raat din karta tha
main teri hi galiyo ka phera
hum tum diwane hai sadiyo purane
aate rahe har yug me gaate rahe
nagme sunate rahe pyar ke
aate rahe dil me samate rahe
vade nibhate rahe ikarar ke
jaanam jaanam
mere jaanam mere jaanam
sohni main hi thi
tu mera tha sajan mahiwal pyara
ishq me dube the phir bhi
pa gaye the hum tum kinara
sohni main hi thi
tu mera tha sajan mahiwal pyara
ishq me dube the phir bhi
pa gaye the hum tum kinara
hum tum diwane hai sadiyo purane
aate rahe har yug me gaate rahe
nagme sunate rahe pyar ke
aate rahe dil me samate rahe
vade nibhate rahe ikarar ke
jaanam jaanam
mere jaanam mere jaanam
jaanam jaanam
mere jaanam mere jaanam