Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jalte Hai Jiske Liye Teri Aankhon Ke Diye
|
Talat Mehmood | Babul | ||||
Reshmi Rumal (1961) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye
dhundh laya hu vahi geet mai tere liye
jalte hai jiske liye
jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye
dhundh laya hu vahi geet mai tere liye
jalte hai jiske liye
dard banake jo mere dil mein raha dhal na saka
jadu banake teri aankhon mein ruka chal na saka
dard banake jo mere dil mein raha dhal na saka
jadu banake teri aankhon mein ruka chal na saka
aaj laya hu vahi geet main tere liye
jalte hai jiske liye
dil mein rakh lena ise hantho se ye chhute na kahi
geet najuk hai mera shishe se bhi tute na kahi
dil mein rakh lena ise hantho se ye chhute na kahi
geet najuk hai mera shishe se bhi tute na kahi
gungunaunga yahi geet main tere liye
jalte hai jiske liye
jab talak ye na tere rashke bhare hontho se mile
yu aawara firega ye teri julfo ke tale
jab talak ye na tere rashke bhare hontho se mile
yu aawara firega ye teri julfo ke tale
gayejaunga yahi geet main tere liye
jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye
dhundh laya hu vahi geet mai tere liye
jalte hai jiske liye