Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jalega Jahan Sanam Chup Rahiye
|
Lata Mangeshkar | Chitragupt | Mala Sinha | |||
Aankh Michouli (1963) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
jalega jaha sanam chup rahiye
diya tumne dil kisi se mat kahiye
aise me jamane ko batana nahi chahiye
jalega jaha sanam chup rahiye
diya tumne dil kisi se mat kahiye
aise me jamane ko batana nahi chahiye
jalega jaha sanam chup rahiye
teri jo najar mil mil ke ruke mathe pe ghata si julf jhuke
teri jo najar teri jo najar mil mil ke ruke
mathe pe ghata si julf jhuke bijli jiya pe haye gire na kaise
julfe hata ke muskana nahi chahiye
jalega jaha sanam chup rahiye
diya tumne dil kisi se mat lahiye
aise me jamane ko batana nahi chahiye
jalega jaha sanam chup rahiye
jitni lagan ulfat ki badhe mukhde pe rangat or chade
jitni lagan ulfat jitni lagan ulfat ki badhe
mukhde pe rangat or chade
mukh pe rumal jara ghuma na aise
shole ko hawa se bhadkana nahi chahiye
jalega jaha sanam chup rahiye
diya tumne dil kisi se mat kahiye
aise me jamane ko batana nahi chahiye
jalega jaha sanam chup rahiye
tujh pe jale kyu sari mahfil jalne ko jab tak hai mera dil
tujh pe jale tujh pe jale kyu sari mahfil
jalne ko jab tak hai mera dil
shama ka diwana parwana ho jaise
hum hai to koi parwana nahi chahiye
jalega jaha sanam chup rahiye
diya tumne dil kisi se mat kahiye
aise me jamane ko batana nahi chahiye
jalega jaha sanam chup rahiye