Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jale Jalane Wale Humko Jaise Mombatti
|
Mukesh Chand Mathur, Mohammed Rafi | Hanuman Prasad | ||||
Chilman (1949) | Pyarelal Santoshi | ||||||
jale jalane wale hamko jaise mombati
jale jalane wale hamko jaise mombati
dil hi dil me rahe ubalte
jaise chay ki patti are bhai chay ki patti
jale jalane wale hamko jaise mombati
jale jalane wale hamko jaise mombati
ek jhalak dikhla kar hamko
chhup kar baithe kone me
aji do aane bhar kasar rahi hai
ab to pagal hone me
samjhe apni preet wo mahangi
jan hamari sasti ha jan hamari sasti
jale jalane wale hamko jaise mombati
kahde unse jake koi nahi kisi ke hote hai
wo laila ki beti hai to ye majnu ke bete hai
yaha baith ke ek minute me kurban kar de hasti
ha kurban kar de hasti ha kurban kar de hasti
mare jalane wale
jale jalane wale hamko jaise mombati
masum hamara dil hai jaise panch baras ka bacha
aji bhola bhala sidha sadha preet me apni sacha
mat isko tadpa aye jalim raham to kar tu ratti
raham to kar tu ratti raham to kar tu ratti
mare jalane sada jalane
jale jalane wale hamko jaise mombati
jale jalane wale hamko jaise mombati