Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jal Gaya Bahar Me Mere Dil Ka Aashiyana
|
Geeta Dutt | Avinash Vyas | ||||
Neelofar (1957) | Pandit Madhur | ||||||
jal gaya bahar me
mere dil ka aashiyana
jal gaya bahar me
jalte jalte lut gaya
jindagi ka karvaan
jal gaya bahar me
dil ne kisi ko kho diya
hans ke naseeb ro diya
dil ne kisi ko kho gaya
hans ke naseeb ro diya
mit gayi dhar vo
hone na payi thi jawa
aashu ban ke beh gayi
do dilo ki dastan
jal gaya bahar me
mere dil ka aashiyana
hotho pe aa gaya hai dam
kaise jiyenge haye ham
hotho pe aa gaya hai dam
kaise jiyenge haye ham
dil pe mere geer padi
ranjo gam ki bijaliya
tu hi keh de aasaman
jaye to jaye kaha
jal gaya bahar me
mere dil ka aashiyana
jal gaya bahar me