Lyrics of Jaisi Karani Vaisi Bharani - जैसी करनी वैसी भरनी
jo boyega vahi payega
jo boyega vahi payega, tera kiya aage aayega
sukh dukh hai kya phal karmo ka
jaisi karni vaisi bharni, jaisi karni vaisi bharni

sabse badi puja hai mata pita ki seva
oo sabse badi puja hai mata pita ki seva
kismat valo ko hi milta hai ye moka
hath se apne kho mat dena moka ye khidmat ka
jannat ka dar khul jayega, tera kiya aage aayega
sukh dukh hai kya phal karmo ka
jaisi karni vaisi bharni, jaisi karni vaisi bharni
jaisi karni vaisi bharni, jaisi karni vaisi bharni
chahe na puje murat chahe na tirath jaye
ho chahe na puje murat chahe na tirath jaye
mat pita ke tan me sare dev samaye
tu inka dil khush rakhe to ishvar khush ho jaye
bhagvan tujhko mil jayega, tera kiya aage aayega