Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jaise Jaise Pritam Se Pyar Bada Jaye
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | ||||
Archana (1973) | Hasrat Jaipuri | ||||||
jaise jaise, jaise jaise
jaise jaise pritam se pyar badha jaye
vaise vaise mera nikhar badha jaye
jaise jaise pritam se pyar badha jaye
vaise vaise mera nikhar badha jaye
ha jaise jaise pritam se pyar badha jaye
vaise vaise mera nikhar badha jaye
pani ke darpan dekhu jo chaya
chaya me pritam najar mujhe aaya
milne ki aasha hai ja ker milungi
dil maine khoya to sajan ko paya
khoye khoye khoye khoye dil me ikrar badha jaye
jaise jaise pritam se pyar badha jaye
ha jaise jaise pritam se pyar badha jaye
vaise vaise mera nikhar badha jaye
mausam jo aaya hai lekar tarne
beja piya ji ne mujhko bhulane
jsaj dhaj ke ban ke dulhaniya
aur ja ke baitungi unke sirhane
dhire dhire dhire mera sanghar badha jaye
jaise jaise pritam se
ha jaise jaise pritam se pyar badha jaye
vaise vaise mera nikhar badha jaye
sanso ke taro me unki sada hai
unki rahungi yahi faisla hai
mai unke dashrsan ki pyasi pujarin
dil jisne jita mera devta hai
pyase pyase pyase pyase naino me khumar badha jaye
jaise jaise pritam se
ha jaise jaise pritam se pyar badha jaye
vaise vaise mera nikhar badha jaye