Lyrics of Jaise Ik Chand Kaa Tukada - जैसे इक चाँद का टुकड़ा
jaise ik chand ka tukada is gali me aisa mukhada
jaise ik chand ka tukada is gali me aisa mukhada
bhai kiska hai, kiska hai, kiska hai
iska hai haan haan iska hai
aankho ka rang gulabi is gali me chal sharabi
aankho ka rang gulabi is gali me chal sharabi
bhai kiski hai, kiski hai, kiski hai
iski hai haan haan iski hai
din chhote lambi rate ab gali gali me bate
din chhote lambi rate ab gali gali me bate
bhai kinaki hai, bhai kinaki hai, bhai kinaki hai
inaki hai haan haan inki hai
ho chain chura leta hai nind uda leta hai
chain chura leta hai nind uda leta hai
sach kahte hai log ye dil kaa rog lagaa detaa hai
aisa ye pyar nigoda
aisa ye pyar nigoda ab haal ye thoda thoda
bhai kinka hai, kinka hai, kinka hai
inka hai haan haan inka hai
dil fida karte hai jaan fida karte hai
dil fida karte hai jaan fida karte hai
thode se hai yaar jo karke pyar vafa karte hai
jhuthi hai ye duniya sari
jhuthi hai ye duniya sari duniya me sachchi yari
kinki hai, kinki hai, kinki hai
inki hai haan haan inki hai
logo ka hai rela basti me hai mela
logo ka hai rela basti me hai mela
is mele me ek mere bin ho koi nahi akela
dekho ye akal ka hathi
dekho ye akal ka hathi hazir ham sare sathi
bhai kiske hai, kiske hai, kiske hai
iske hai haan haan iske hai