Lyrics of Jai Hind Ye Hind Ki Kahaniya - जय हिन्द जय हिन्द जय हिन्द
jai hind jai hind jai hind
ye hind ki kahaniya
ye hind ki kahaniya
ye hind ki kahaniya
ye hind ki kahaniya
sansar ke itihas ki
ye hai amar kahaniya
ye hind ki kahaniya
ye hind ki kahaniya
ye hind ki kahaniya
wo hind jiske dwar ka
himalay pahredar hai
wo hind jiske dwar ka
himalay pahredar hai
wo hind jiski petiyo se
pal raha sansar hai
wo hind jiski petiyo se
pal raha sansar hai
wo hind jiske mandiro me
aarti ka gaan hai
wo hind jiske mandiro me
aarti ka gaan hai
wo hind jiski maszido me
gunjti aazan hai
wo hind jiski maszido me
gunjti aazan hai
us hind ke in beshumar
gaanv ki nishaniya
us hind ke in beshumar
gaanv ki nishaniya
ye hind ki kahaniya
ye hind ki kahaniya
rangin savera savera
rangin savera savera
ye desh apni jeet ke, sapno ka basera
ye desh apni jeet ke, sapno ka basera
rangin savera savera
hum nanhe nav nihal me
is desh ko jagayenge
hum nanhe nav nihal me
is desh ko jagayenge
hum bukhe aur kangal mil
tufan ban ke chhayenge
hum bukhe aur kangal mil
tufan ban ke chhayenge
punjab aur madras mil
jind aur bengal mil
bihar aur gujrat mil
hum aaj bane phir se
yaha tha jo basera
rangin savera savera
diwar nahi ungliyo se
desh ki ban jayegi
diwar nahi ungliyo se
desh ki ban jayegi
phir desh ke kile pe apni
fauj milke gaayegi
phir desh ke kile pe apni
fauj milke gaayegi
we hind ki kahaniya
jo hai amar kahaniya
jo hai amar kahaniya
jai hind jai hind jai hind