Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jahan Muskuraya
|
Munawar Sultana | Ravi Roy Chowdhury | ||||
Roop Rekha (1948) | Preetam Ziyayi | ||||||
jaha muskuraya ho jo tum muskuraye
jaha muskuraya ho jo tum muskuraye
sitare hanse ha ha sitare hanse
chand ne git gaye
jaha muskuraya ho jo tum muskuraye
kali kah gayi kuch to sargoshiyo me
ho ho kuch to sargoshiyo me
mohabbat ke bhanwaro ne nagme sunaye
mohabbat ke bhanwaro ne nagme sunaye
jaha muskuraya ho jo tum muskuraye
jawani ne dil ko kiya ye ishara
jawani ne dil ko kiya ye ishara
ki koi tamannao ko gudgudaye
ki koi tamannao ko gudgudaye
badhi aarjuye tamannaye jagi
ho ho tamannaye jagi
kaha dhadkano ne wo aaye wo aaye
kaha dhadkano ne wo aaye wo aaye
aaye wo aaye
jaha muskuraya ho jo tum muskuraye
tumhari sharabi najar ki duhai
ho ho najar ki duhai
mujhe tham lo fir kadam dagmagaye
mujhe tham lo fir kadam dagmagaye
jaha muskuraya ho jo tum muskuraye
sitare hanse ha ha sitare hanse
chand ne git gaye
jaha muskuraya ho jo tum muskuraye