Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jahan Bhi Dekha Unhein
|
Mukesh Chand Mathur | Murli Manohar Swarup | ||||
Jahan Bhi Dekha Unhen (1968) | Ishrat Jahan Begum | Ghazals | |||||
jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine
jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine
ye kya kiya ki khud hi ko mita diya maine
jaha bhi dekha
chaman se door bhi rahkar are chaman waalo
kali ko phul ko hansna sikha diya maine
kali ko phul ko hansna sikha diya maine
kali ko phul ko
tadap ke laakh gire bijaliya to kya gam hai
khud apne hatho khud apne hatho
khud apne hatho
nashe man jala diya maine
khud apne hatho
nashe man jala diya maine
khud apne hatho
gira bhi rahne do ishrat safina tufa me
har ek mauj ko sahil bana diya maine
har ek mauj ko sahil bana diya maine
jaha bhi dekha unhe sar jhuka diya maine
jaha bhi dekha