Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jagmagati Diwali Ki Raat Aa Gayi (Part
|
Asha Bhosle | Husnlal Bhagatram | ||||
Stage (1951) | Sarshar Sailani | Diwali Songs | |||||
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi

jaise taro ki hay jaise taro ki ghar mein barat aa gayi

jaise phul ke ho jaise phulo ke chehro me rang aa gaya
ha ha rang aa gaya ha ha rang aa gaya
o ho rang aa gaya o ho rang aa gaya
jaise kaliyo ko jaise kaliyo ko hasne ka dhang aa gaya
ho ho dhang aa gaya ho ho dhang aa gaya
ho ho dhang aa gaya
jaise dulhan nashihat se sharma gayi
jaise dulhan nashihat se sharma gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jaise taro ki hay jaise taro ki ghar mein barat aa gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
dekho mana ke dharti pe sun ke khabar
ha ha sun ke khabar o ho sun ke khabar
deep mala ki dharti pe sunkar khabar
chand nikla nahi aaj aakash par
deep mala ki dharti pe sunkar khabar
chand nikla nahi aaj aakash par
aaj dharti bhi aakash par cha gayi
cha gayi cha gayi cha gayi