Lyrics of Jag Hai Ye Dabang Ka - जग है ये दबंग का
tu aag ya raag
jag hai ye dabang ka, mehnat ka ya lagan ka
kabali de kar jawab tu apne rang dhang ka
jag hai ye dabang ka, mehnat ka ya lagan ka
kabali de kar jawab tu apne rang dhang ka
tu namumkin ko mumkin karde
andekhi band aankho ke sapno me rang bharde
tu hawa hai, tu hi aandhi
teri had tera kad kya hai duniya ko dikhla de
taqat apni himmat kar le
aane wala vo kal tera hai batla de
panchiyo ki aadat karle, apni udaan dikhla de
hey chalo chalo shirkat kare, kabali ka swagat kare
sabko hum ek mat kare, jhume nache gaaye jamghat kare
hey band pinjara khul gaya, sher ab ye nikal gaya
dekh dushman hil gaya, aankho me khun utar gaya
kabali kabali kabali kabali kabali
khusbu aur hawao me, pehra kaisa ghataao me
kabhi nadi nahi ruki, dikhta nahi koi iski raaho me
jiski ab hukumat hai, use marne ki zarurat hai
idhar ek tili par udhar se ye jala tufan
mallik hogi majduri, karne ki hogi majburi
jaha yaha kabhi, kabhi bharegi na koi tijori
mallik hogi majduri, karne ki hogi majburi
jaha yaha kabhi, kabhi bharegi na koi tijori
duniya ko dikhla de, taqat apni himmat kar le
aane wala vo kal tera hai batla de
panchiyo ke aadat kar le, apni udan dikhla de