Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Yaad Kiya Hum Aa Bhee Gaye
|
Mohammed Rafi | Hanuman Prasad | ||||
Jannat (1949) | M K Chibbar | ||||||
jab yaad kiya hum
aa bhi gaye hum aa bhi aaye
jab yaad kiya hum
aa bhi gaye hum aa bhi aaye
tum jhidkiya humko
dene lage ha dene lage
ham dil mein pashema hone lage
ha hone lage ha hone lage
in raaz ko duniya kya jane
takdir ne apna kam kiya
in raz ko duniya kya jane
takdir ne apna kam kiya
jab yaad kiya ham aa bhi gaye
hum aa bhi aaye
kuch soch ke hum khud choor bane
lab band kiye khamosh rahe
kuch soch ke hum khud choor bane
lab band kiye khamosh rahe
ha baat tumhari izzat ka
is raaz ko duniya kya jane
takdir ne apna kam kiya
jab yaad kiya hum aa bhi gaye
hum aa bhi gaye
ab ek tamanna baki hai
ab ek tamanna baki hai
bas dil mein tumhari yaad rahe
bas dil mein tumhari yaad rahe
ye basti to aabad rahe
ye basti to aabad rahe
rahe khidamat rahe khidamat
rahe khidamat teree mahafil se
paigaam aaya hai
tere ishk kee khaatir sikha ka jaam aaya hai
tere ishk kee khaatir sikha ka jaam aaya hai
ye jage ishk hai mera
kee tere husn ka jajba
kee tere husn ka jajba
ye jajbe ishk hai mera
kee tere husn ka jajba
kee tere husn ka jajba
lage dil ne jo lahoo ugala jo
tera naam aaya hai
lage dil ne jo lahoo ugala jo
tera naam aaya hai
laga teere mahobbat jab
dua nikali mere dil se
dua nikali mere dil se
laga teere mahobbat jab
dua nikalee mere dil se
tumaaree yaad a ragee mahobbat
ka mujhe inaam aaya hai
tumaaree yaad a ragee ka mujhe
ka mujhe inaam aaya hai
unhee ne khat likha majabur hokar
soj a ulphat ke
unhee ne khat likha majabur hokar
soj a ulphat ke
soj a ulphat ke