Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Tum Ko Hum Se Pyar Nahi
|
Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar | Nikhil | ||||
Woh Bewafa (Album) (0) | Praveen Bhardwaj | Sad Songs | |||||
jab tum ko hum se pyar nahi dil de beithe tum or kahi
juda to hume ho na hai hume to ab rona hai
har lamha ek maj buri hai per kismat me ab duri hai
juda to hume ho na hai hume to ab rona hai
tum ne diya hai iatana dhoka tum se kare kya baatein
kat jayenge mar mar ke din kat janegi raantein
sun ke tumhari baatein dekho bhar aati hai aakhein
lekin waqt ne chin ke sub kuch dedi hum ko yaandein
jab waqt ye apne sath nahi jab apane din or raat nahi
juda to hume ho na hai hume to ab rona hai
jisko hamne apna smjha vo nikla begana
shisha jaise toot raha ho tuta dil diwana
kabhi pyar na karenge aitbaar na karenge
kistna mushkil hai tumko or ab khud ko samjhana
dil ki mazil or kahi hai or kahi ab hai jana
mere khayalo me sirf tum ho bhulaau tumko kaise
chale gaye ho dur itne bulaaun tumko kaise
kyun maine ki hai ye bewafaai bataaun tumko kaise
meri sunoge to ro padoge rulaau tumko kaise
ham tum mile koi mushki na thi pr is safar ki ye manzil na thi
ye soch ke dur tumse hue ham bewafa hargiz na the
ham bewafa hargiz na the, ham bewafa hargiz na the
thod diya dil pyar se tum ne ummide sab thodi
ro ro ke mein jui itani sanse baaki chodi
kya mein batau chal te chal te kyun mene rahe modi
rab ki to chalti hai iss duniya mein apni to chal thi hai thodi
jab rab he ye apne sath nahi or bus mein ye halat nahi
juda to hume ho na hai hume to ab rona hai
har lamha ek maj buri hai hai kisamat me ab duri hai
juda to hume ho na hai hume to ab rona hai
jab tum ko hum se pyar nahi dil de bete tum or kahi
juda to hume ho na hai hume to ab rona hai