Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Tum Chale Jaoge To Yad Bahut Aaoge
|
Lata Mangeshkar | R D Burman | Parveen Babi, Dev Anand | |||
Bullet (1977) | Anand Bakshi | ||||||
jab tum chale jaoge to yad bahut aaoge
tum chale jaoge yad bahut aaoge
jab tum chale jaoge to yad bahut aaoge
dil behlane ki koyi tadabir dete jana
aaj mujhe tum apni tasvir dete jana
aaj mujhe tum apni tasvir dete jana
meri aankho ne ik khwab dekha hai
jaise kaanto me gulab dekha hai
kisi chehre pe nakab dekha hai
meri aankho ne ik khwab dehka hai
tum mere is wab ki tabir dete jana
aaj mujhe tum apni tasvir dete jana
aaj mujhe tum apni tasvir dete jana
aisa na ho mai majbur ho jau
aake pas tumse dur ho jau
shishe ki tarah mai chur ho jau
aisa na ho mai majbur ho jau
mere hatho se meri takadir dete jana
aaj mujhe tum apni tasvir dete jana
aaj mujhe tum apni tasvir dete jana
chand log dhokhebaj hote hai
unke dil me kuchh raaz hote hai
dillagi ke bhi andaz hote hai
chand log dhokhebaj hote hai
kasmo vado ki koyi janjir dete jana
aaj mujhe tum apni tasvir dete jana
tum chale jaoge yad bahut aaoge
jab tum chale jaoge toh yad bahut aaoge