Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Talak Dum Me Dum
|
Asha Bhosle | Ravindra Jain | ||||
Zid (1976) | Ravindra Jain | ||||||
o jab talak dam me dam
dam lagate raho
jab talak dam me dam
dam lagate raho
khud peeyo aur sabko peelate raho
jab talak dam me dam
dam lagate raho
hare rama rama o hare krishna krishna
o hare rama rama
rama rama rama rama
hare rama rama o hare krishna krishna
o hare rama rama
rama rama rama rama
ho jab talak dam me dam
dam lagate raho
dhua dhua raat hai
masti bhari har baat hai
dama re dama re dama
dugna hoga nasha
kyuki husn bhi sath hai
aag ke phul bhi
tum khilte raho
jab talak dam me dam
dam lagate raho
hare rama rama o hare krishna krishna
o hare rama rama
rama rama rama rama
ho jab talak dam me dam
dam lagate raho
kahan kahan jaoge
kahin kuch na paoge
dama re dama re dama
milega dil ko suku
jab chilam sulgaoge
ek jalate raho ek bujhate raho
jab talak dam me dam
dam lagate raho
hare rama rama o hare krishna krishna
o hare rama rama
rama rama rama rama
ho jab talak dam me dam
dam lagate raho
khoyi khoyi zindagi
manzil par aayegi
dama re dama re dama
peete raho umar bhar
ye bhi to hai bandgi
husn hai samne
lau lagate raho
jab talak dam me dam
dam lagate raho
khud peeyo aur sabko peelate raho
jab talak dam me dam
dam lagate raho
jab talak dam me dam
dam lagate raho
jab talak dam me dam
dam lagate raho