Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Se Usne Shehar Ko Chhoda
|
Ghulam Ali | |||||
Parchhaiyan (Ghulam Ali) (0) | |||||||
jab se usne shaher ko chhoda
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua
apna kya hai saare shaher ka
apna kya hai saare shaher ka
ek jaisa nuksan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua
sahra ki maujor hawaye auro se mansub hui
sahra ki maujor hawaye auro se mansub hui
muft mein ham aawara thahre
muft mein ham aawara thahre
muft mein ghar viraan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua
mere haal pe hairat kaisi
dard ke tanha mausam mein
mere haal pe hairat kaisi
dard ke tanha mausam mein
patthar bhi ro padte hai
patthar bhi ro padte hai
insaan to phir insaan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua
uske zakhm chhupa kar rakhiye
khud us shaks ki najro se
uske zakhm chhupa kar rakhiye
khud us shaks ki najro se
usse kaisa shikwa kijiye
usse kaisa shikwa kijiye
wo to abhi nadan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua
yu bhi kam aamez tha mohsin
wo is shaher ke logo mein
yu bhi kam aamez tha mohsin
wo is shaher ke logo mein
lekin mere samne aakar
lekin mere samne aakar
aur bhi kuchh anjaam hua
jab se usne shaher ko chhoda
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua