Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Se Nainaa Ye Lade Hai
|
Lata Mangeshkar | Ramlal Heerapanna | ||||
Maya Machhindra (1960) | Pandit Madhur | ||||||
jabse naina ye lade hain
teri raho me khade hain
ho ham to huye majbur
hao baalam paas raho ya dur
hay jabse naina ye lade hain
teri raho me khade hain
ho ham to huye majbur
hao baalam paas raho ya dur
hay jabse naina ye lade hain
teri raho me khade hain
jaat paat hamne nahi dekhi
aur na puchha gaon
jaat paat hamne nahi dekhi
aur na puchha gaon
nain bichhakar hamne pakde
pardesi ke panw
hamko chhod ke na jaana
mukhda mod ke na jaana
ye arj karo manjur
hao baalam paas raho ya dur
hay jabse naina ye lade hain
teri raho me khade hain
chandni masti raat hain hansti
taare hain sargam
ho baalam taare hain sargam
dono ne dono ko samjha
tum bolo na ham
ho baalam tum bolo na ham
hansti aankho me behoshi
gaate hontho par khamoshi
ae ji kuchh hain baat jarur
hao baalam paas raho ya dur
hay jabse naina ye lade hain
teri raho me khade hain