Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Se Dekha Tumhe
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Suresh Kumar | ||||
Rustom-e-Rome (1964) | Zafar Rahi, Naza Sholapuri, | ||||||
jab se dekha tumhe dil hai bechan sa
dil hai betab sa kah faya halo ka
hum to bas thik hai aap apni kahe
apko kya hua kah faya halo ka
jab se dekha tumhe dil hai bechan sa
dil hai betab sa kah faya halo ka
rang lakar rahi meri gusthakiya
bujh gayi shokhiya
rang lakar rahi meri gustakhiya
bujh gayi shokhiya hum bhala kya kare
aap par gir padi aap ki bijliya
aap ki bijliya
ab na ghabrayiye ab na pachhtayiye
jo hua so hua kah faya halo ka
jab se dekha tumhe dil hai bechan sa
dil hai betab sa kah faya halo ka
uljhne badh gayi dhadkane badh gayi
ab karm kijiye uljhne badh gayi
dhadkane badh gayi ab karm kijiye
toba mat todyiye hath mat chhod iye
bas sitam kijiye bas sitam kijiye
sahte aye hai hum sahte jayenge hum
aapki jafa kah faya halo ka
jab se dekha tumhe dil hai bechan sa
dil hai betab sa kah faya halo ka
hum to bas thik hai ap apni kahe
apko kya hua kah faya halo ka
jab se dekha tumhe