Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Se Dekha Hai Giraftar Hai
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Hemant Bhosle | ||||
Nazrana Pyar Ka (1980) | Nida Fazli | Qawwalis | |||||
jab se dekha hai jab se dekha hai giraftar hai giraftar hai
jab se dekha hai giraftar hai giraftar hai inke aji inke
inke aji inke giraftar hai hum inke aji inke
inke aji inke giraftar hai hum inke are baba inke
dhup chav ki dhup chav ki tarah pyar hai ye pyar hai
dhup chav ki tarah pyar hai ye pyar hai
inke inke inke aji inke
log to kahte hai log to kahte hai
ke tum ghum ki dawa karte ho
karte ho ha dawa karte ho bewfa humko
bewfa humko samajhte ho ye kya karte ho
karte ho ha ye kya karte hai
naujawani me sabhi pyar kiya karte hai karte hai
juthe vade falak inkarar kiya karte hai karte hai
ha karte hai ha karte hai
imtihan le lo vafadar hai vafadar hai
inke aji inke inke aji inke
dhup chav ki tarah pyar hai ye pyar hai
inke aji inke inke aji inke
yu to ha khel nahi aapko samjhate hai
ache acho ke yaha pair ukhad jate hai
jaan hi jayegi bas aur to hona hi kya hai
pyar karna hai to nuksan ka rona kya hai
jindagi kaisi ha isko gawate kyo ho
ishq ke hath se daman ko bachate kyu ho
sharm aati hai magar dil ke talabgar hai hum
sharm aati hai magar dil ke talabgar hai hum
dil to dil jaan de dene ko tayar hai hum
kitne najdik hai hum hath badao to sahi
tum bhulate hi nahi humko bhulao to sahi
kitne najdik hai hum hath badao to sahi
tum bhulate hi nahi humko bhulao to sahi
tum bhulate hi nahi humko bhulao to sahi
hum to ghar jane ko
ha hum to ghar jane ko tyar hai ha tyar hai
inke aji inke inke aji inke
jab se dekha hai giraftar hai giraftar hai
inke aji inke inke aji inke inke aji inke inke aji inke