Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Se Aankhe Ho Gayi Tumse Chaar Is Dharti Par
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | ||||
Dharti (1970) | Rajinder Krishan | Romantic Songs | |||||
jab se aankhe ho gayi tumse char is darti par

kadam kadam par machal raha hai pyaar is dharti par

jab jab dekhu roop tumhara yaad vatan ki aaye

jaise meera ek tare pe geet sham ke gaye

amar payr ke chhede tumne taar is dharti par
amar payr ke chhede tumne taar is dharti par
jab se aankhe ho gayi tumse char is darti par
lahra kar tum in baho me aa jati ho aise

bahti bahti nadiya sagar se mil jaye jaise

kaha se aayi ye ganga ki dhar is dharti par
kaha se aayi ye ganga ki dhar is dharti par
jab se aankhe ho gayi tumse char is darti par
jhuki jhuki ye lambi palke ye julfo ki chaav
basa hua hai is chaav me rang roop ka gaav

ban jao ab mere gale ha haar is dharti par