Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Raat Ka Anchal Lahraye
|
Anup Jalota | |||||
Awara Dhooan (Album) (0) | Ghazals | ||||||
jab anchal raat ka lehraaye
aur sara aalam so jaaye
tum mujhse milane shamaa jalakar
taaj mahal me aa jaana
jab anchal raat ka lehraaye
aur sara aalam so jaaye
tum mujhse milane shamaa jalakar
taaj mahal me aa jaana
jab anchal raat ka lehraaye
aur sara aalam so jaaye
tum mujhse milane shamaa jalakar
taaj mahal me aa jaana
jab anchal raat ka lehraaye
ye taaj mahal do chahat ki
aankhon ka sunehra moti hai
ye taaj mahal do chahat ki
aankhon ka sunehra moti hai
har raat jahaan do ruhon ki
khamoshi jinda hoti hai
is raat ke saaye me aakar
tum geet wafa ke dohrana
tum mujhse milane shamaa jalakar
taaj mahal me aa jaana
jab raat ka anchal lehraaye
tanhaai hai jaagi jaagi si
maahaul hai soya soya huaa
tanhaai tanhaai tanhaai tanhaai
tanhaai tanhaai tanhaai tanhaai
tanhaai hai jaagi jaagi si
maahaul hai soya soya huaa
jaise ke tumhare khwabo me
ek taaj mahal ho soya hua
wo taaj mahal ka khwaab tumhi
ye raaz na maine pehchana
tum mujhse milne shama jalakar
taaj mahal me aa jaana
jab raat ka anchal lehraaye
jo maut mohabbat me aaye
wo jaan se badhkar pyaari hain
do pyar bhare dil roshan hain
wo raat bahot andhiyaari hain
tum raat ki is andhiyaari me
bas ek jhalak dikhla jaana
tum mujhse milne shama jalakar
taaj mahal me aa jaana
jab raat ka anchal lehraaye
aur sara aalam so jaaye
tum mujhse milane shamaa jalakar
taaj mahal me aa jaana
tum taaj mahal me aa jaana
tum taaj mahal me aa jaana