Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Jab Tumhe Bhulaya
|
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Madan Mohan | ||||
Jahan Ara (1964) | Rajinder Krishan | Masti Bhare Geet | |||||
mai teri nazar ka sarur hu
tujhe yaad ho ke na yaad ho
tere pas rah ke bhi dur hu
tujhe yaad ho ke na yaad ho
teri julaf hai mera hath hai
ke tu aaj bhi mere pas hai
tere dil me mai bhi jarur hu
tujhe yaad ho ke na yaad ho
jab jab tumhe bhulaya
tum or bhi yaad aaye
jab jab tumhe bhulaya
gulshan me na ye behla
tum or yaad aaye
tum or yaad aaye
tum or yaad aaye
jate nahi hai dil se
ab tak tumhare saye
jate nahi hai dil se
ab tak tumhare saye
jab jab tumhe bhulaya
tumse bichad ke humne
dil ko bhut sambhala
dil ko bhut sambhala
tumse bichad ke humne
dil ko bhut sambhala
tumse bichad ke humne
dil ko bhut sambhala
dil ko bhut sambhala
gulshan me na ye behla
gulshan me na ye behla
khera me bhi sataye
tum or yaad aaye
jab jab tumhe bhulaya
chhaye rahe nazar me
teri zulaf ke andhere
chhaye rahe nazar me
chhaye rahe nazar me
teri zulaf ke andhere
teri zulaf ke andhere
chhaye rahe nazar me
teri zulaf ke andhere
teri zulaf ke andhere
kahi aaftab chamake
kahi aaftab chamake
kahi chand jag mag gaye
tum or yaad aaye
jab jab tumhe bhulaya
marne ki aarzu me
hum ji rahe hai aise
hum ji rahe hai aise
marne ki aarzu me
hum ji rahe hai aise
marne ki aarzu me
hum ji rahe hai aise
hum ji rahe hai aise
jaise ki lassh apni
jaise ki lassh apni
khud hi koi uthaye
tum or yaad aaye
jab jab tumhe bhulaya
tum or yaad aaye
jate nahi hai dil se
ab tak tumhare saye
jab jab tumhe bhulaya
lyrics typed by: ruby singh