Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Jab Chand Jawan Hoga
|
Geeta Dutt | Ghulam Haider | ||||
Bairam Khan (1946) | Hayat Amrohi | ||||||
jab chand jawa hoga
jab chand jawa hoga
jab chand jawa hoga
jab chand jawa hoga
tab chandani rato me jannat ka sama hoga
jab chand jawa hoga
chav me sitaro ki chav me
chav me sitaro ki
ha phir hongi mulakate
ho ho kah dengi nigahe phir
kuch bhuli hui bate aayengi
jawa raate aayengi jawa raate
aur husn jawa hoga
aur husn jawa hoga
jab pyar jawa hoga
jab pyar jawa hoga
jab mastiya barsengi badmast fizao se
jab mastiya barsengi badmast fizao se
nikhregi jawani bhi ha ha nikhregi
ha ha nikhregi jawani bhi
ha ha ha rangin adao se
un tej hawao se
un tej hawao se
makhmur jaha hoga hoga
makhmur jaha hoga hoga
makhmur jaha hoga
jab chand jawa hoga
jab chand jawa hoga
lahrayenge afsane jab saj ke taro par
nachengi tamannaye jhum jhum jhum
nachengi tamannaye gulshan ki baharo par
gulshan ki baharo par
aur chand ke jarro par taro ka guma hoga
taro ka guma hoga
ho ho ho jab chand jawa hoga
jab chand jawa hoga